Aisa nahi koi apna na tha
Tujhe bas bhulana na tha
Zubaan se kahi gayi wo baat
Dil ko yakeen aana na tha
yaha aao or manao hume
Isse pyaara koi taana na tha
Ayine ke saamne likh raha hu ashar saare
Tujhko khud se pehle manana na tha